Champ0
February 21st, 2007, 03:06 PM
[♥There was a man who killed his mother as his girlfriend wanted.He took heart of his mother to gift her,on the way he slips and heart fall down.There was a voice from heart "son are you all rite? This is mothers love.
Wada kiya tha phir aayenge majar pe..Humne to jaan de di isi aitbaar pe..
.. :,
»
ੴ Sikh ੴ
Zakham tumne diye aur dard jamane se mile..Yeh tohafe tumhain dost banane se mile...Main tadapta raha aur tum sare zamane se mile..Kuch to rakh lete chahat ka bharam kya hua sanam jo gairo ke milane se mile
.. :,
»
.Jab bhi khayal aaya to tera aaya,aankhain bund ki to khawab tera aaya,socha yaad kar lun khuda ko pal do pal,honth khule to naam tera aaya..
♥:♥:♥:♥:♥:♥:
Har sapna sakaar nahi hota,har phool gale ka haar nahi hota,milte to bahut hain par har kisi se pyar nahi hota
. Hazoom-e-gum meri fitrat badal sakte nahi,main kya karun meri aadat hai muskurane ki
Hujur dekhe hain zanaab dekhe hain,khak main milte bade bade aaftaab dekhe hain
Hum dariya hain humain apna hunar malum hai,Jidhar mud jaye raste ban jayenge
Hum haste hai to wo samajhte hai ki humain aadat hai muskurane ki,lekin wo nadaan kya samjhe ki yeh bhi ek adda hai gum chupane ki
Itni sasti na thi dard-e-daulat pehle,jis taraf dekho gamo ke bazar lage hain
Je ishq howe ta eko waar rabba,ibadat varga howe mera pyar rabba,jisnu mangade mere bull na thakkan,kise paak duwa varga howe mera yaar Rabba
»
Kal raat uske tasawur ka nasha itna ki neend aayi to aankhon ne bura maan liya
»
Kashti har toofan se nikal sakti hai,bujhi hue shama phir se jal sakti hai,himat mat haar irade mat badal kismat kabhi bhi badal sakti hai
»
Khudi ko kar buland itna ki khuda khud e pooche ki bata teri raza kya hai
»
Kitne dino se pyase honge yaro socho to shabnam ka katra bhi jinko dariya dikhayi deta hai
»
. Kuch kaam aisa karo ki dunia tum par naaz kare,tumhare jane ke baad tumhari nasale dunia par naaz karen
.. :,
»
. Main pee Raha hun mere paas waqt nahi,Mere gum se kaho kuch der baad aaye
.. :,
»
. Mana ki bhool jana aapki fitrat sahi,magar humko ko bhool pana aapki kismat main nahi,chaho to aazma kar dekh lo, khud ko bhool jaoge par humain nahi.
.. :,
»
. Mere aansu na taqleef de tujhe, maine mudkar bhi na dekha waqt-e-ruksat tujhe
.. :,
»
. Humne unse poocha ke sapna kya hota hai,to unhone kaha band aankhon main jo apna hota hai khuli aankhon main wo sapna hota hai
.. :,
»
. Mere marne k baad tum par yeh ilzaam hoga,dil cheer ke dekhna us par tera hi naam hoga
.. :,
»
. Meri har khata par naraz na hona,apni pyari c muskan na khona,sakoon milta hai dekhkar aapki hasi,mujhe mout bhi aa jaye to mat Rona
.. :,
»
. Paas aa kar sabhi door chale jate hain,hum akele they aur akele he reh jate hain,dil ka dard kise dikhaye marham lagane wale hi jhakham de jate hain
.. :,
»
. Pee raha hun sharab baith kar masjid main mat rok mujhe,ya phir koi aisi jagah bata de jahan khuda na ho
.. :,
»
. Peeta tha chuta di usne apni kasam de k,yaro main baitha pila di unhone uski kasam de kE
.. :,
»
. Poocho is kagaz se main tumhain kitne paigam likhta hun,pagal ho gayi hai wo kalam jis se main tera naam likhta hun
.. :,
»
. Raste khud hi tabahi ke banaye humne,kar diya dil kisi pathar k hawale humne,humko malum hai Raz-e-mohhabat logo, Ghar phoonk ke dekhe hain tamashey Humne
.. :,
»
. Wo(girls) qatal bhi karte hain to aahat nahi hoti,Hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnaam
.. :,
»
: Rone se gum-e-dil ka guzara nahi hota,Har shakhas dil ka Sahara nahi hota,us Roj lagta hai,Bekar jiye hum roj kabhi jikra tumhara(mumma papa)nahi hota
.. :,
»
. Sataoge humko rulaoge humko par kis tarah bhula paoge humko,khuda jane kya haal hoga tumhara jab is dunia main n paoge humko
.. :,
»
. Naa talwar se poocho,main qatal kaise hua mere yaar se poocho,
.. :,
»
. raazdaro se bachte hain,taazdaro se bachte hain,mujhe to saharo ne loota hai,main saharo se bachta hun,
.. :,
»
. Shahar main mera zanaza nikla,zanaze ke peeche sara zamana nikla,nikla to bus wo zalim na nikla jiske peeche mera zanaza nikla
.. :,
»
. Sham dhali phir kali Raat aayi,yeh dil dhadka phir aapki yaad aayi,aankho ne mehsoos kiya us hawa ko jo aapka chehra chookar hamare paas aayi
.. :,
»
. Talaash karo koi tumhain mil jayega,magar hamari tarah tumko kaun chahega,jaroor koi chahat ki nazar se tumhain dekhega magar aankhain hamari kahan se layega
.. :,
»
. Tanhai se nahi hum mehfil se Darte hain,Dunia se nahi Hum apne aap se darte hain,yu to bahut kuch khoya hai humne,abb tumko khone se Darte hain
.. :,
»
. Tanhaiyo main waqt barbaad kiya karte hain hum,har din har par tujhe yaad kiya karte hain hum,mujhe nahi pata mere ghar wale batate hain hum neend main bhi tera naam liya karte hain
.. :,
»
. Tum ko chahne wale kam na honge,waqt ke sath magar hum na hone,apna pyar chahe kisi ko bhi dena par teri yaad k haqdaar to hum hi honge
.. :,
»
. Tum milo na milo na milne ka gum nahi,tum paas se gujar jao wo milne se kam nahi,mana tumhain hamari qadar nahi,unse poocho jinhain hasil hum nahi
.. :,
»
. (By my M.G.)LIKHNE se PEHLE SLAAM Karte hain dard-E-dil se pegaam karte hain,yeh mat smjhna ke bhool gaye hain hum, YAAD to apko SUBAH- SHAAM karte hain.....
.. :,
»
. Wo(girls) qatal bhi karte hain to aahat nahi hoti,Hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnaam
.. :,
»
. Yaad aati hai to zara kho jate hain,aansu aankhon main aaye to zara ro lete hain,neend to nahi aankhon main,lekin tum khawab main aaoge yeh soch kar so lete hain
.. :,
»
: Yeh jo farmaan hai ki mere paas na aaye koi Is liye roothey ho ki manaye koi,jab ho gaya aish ka jalsa to khat bheja mujhe tumhari tarah aankhain churaye koi...Is liye roothey ho ki manaye koi
.. :,
»
. Yu to koi tanha nahi hota,Chah kar koi kisi se juda nahi hota,mohhabat ko majbooriya hi dabati hain,varna koi khushi se bewafa nahi hota
.. :,
»
. Agar apne andar ke dard se shutkara pana ho to kisi aur k pair main chubhey hue kante ko nikalo..
.. :,
»
. Bhul gaye hum apne aap ko,abb to aaine main bhi tumhi ho dekha karte hain,hansi tere honthon par dekh kar gum apna bhula diya karte hain,nikalte hain ghar se khuda ko teri shikayat karne,magar jab pahunchate hain masjid to fariyad karte hain.
.. :,
»
. Dard ko bhi dard hone laga,dard khud he abb ghau~dhone laga,dard ke mare to hum na roye kabhi,dard khud he humko chod ke rone laga.
.. :,
»
. Geele kagaj ki tarha hai hai zindagi humari,koi jalata bhi nahi koi bahata bhi nahi,is kadar akele hain raho main dil ki,koi satata bhi nahi koi manata bhi nahi.
.. :,
»
. Har khamoshi ka matlab pyar nahi hota,har naakamyabi ka matlab haar nahi hota,kya hua jo hum unko pa na sake,sirf pa lene ka matlab to pyar nahi hota.
.. :,
»
. Humne to mohhabat main koi gila na kiya,phir kyon unhone hamari mohabat ko koi sila na diya,humne mange bina sab kuch de diya,aur unhone humain mangane ka mouka bhi na diya.
.. :,
»
. Mera har din teri raat se acha hoga,mera har sher teri baat se acha hoga,dekh lena jalim mera janaza bhi teri barat se acha hoga
.. :,
»
. Aaghaz-e-aashiqi ka mazza aap janiye,anzaam-e-aashiqi ka mazza hum se poochiye,bhoolenge rafta rafta hum unhain muddaton ke baad,kishton main khudkushi ka mazza humse poochiye
.. :,
»
. Aankhain khuli to jaag uthi hasratain tamaan,usko bhi kho diya jisko paya tha khawab main.
.. :,
»
. Hazaar khushiya kam hai ek gum bhulane ke liye,ek gum bahut hai zindagi bhar rulane ke liye.
.. :,
»
. Is ummeed par aankhon main jhankata hun main,kahin mile wo sammandar jo mujhko le doobe
.. :,
»
. Jaane kis mod par le aayi yeh teri talab,sar pe sooraj bhi nahi pairo par saya bhi nahi
.. :,
»
. Main to aansu hun,kisi roj chalak jaunga,tu mujhe aankh ke sahil par sazata kyon hai
.. :,
»
. Nahin tumse koi rishta,koi chota sa bhi rishta,faqat ek lafz mohhabat hai jo rishton main nahi milta
.. :,
»
. Na jane kab meri zindagi main wo muskurayega,wo ek shakhas jo khawabon main bhi khaffa sa lage.
.. :,
»
. Thi to zaroor manzilain us se pare bhi,lekin tere khayal se aage nahi gaye@for my mumma and dad
.. :,
»
. Uska milna he muqadar main na tha,varna humne kya kya nahi khoya usse pane k liye
.. :,
»
. Us se kehna palkon par na taangey khawaab ki jhaalar,sammandar ke kinare ghar bana ke kuch nahi milta.
.. :,
»
. Yaad phir aaya wo gujra hua saawan mujhko,phir meri aankhon ne rone ka bahana manga.
.. :,
»
. Aansu se kaha tanhai main aaya karo yu bheed main aakar hamara majak na banaya karo,is par aansu bole bhari bheed main bhi tumko tanha pate hain is liye chale aate hain
.. :,
»
. Haseeno ka kafila maszid ki taraf ja raha tha humne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke they khuda ko barbaad hone se bacha liya
.. :,
»
. Mout manzil hai meri,zindagi safar hai,dil na toote kisi ka har dil khuda ka ghar hai
.. :,
»
. Hamesha gaye wo mujh ko barbad karke,kabhi to jate mujh ko yaad karke,agar wo aaye meri mayyiat par to kehna abhi abhi soye hain tumko yaad karke
.. :,
»
. Rait par naam likhte nahi,rait par likhe naam kabhi tikate nahi,tumne to humain pathar dil keh diya,magar pathar par likhe naam kabhi mitte nahi
.. :,
»
. Rait par naam likhte nahi,rait par likhe naam kabhi tikate nahi,tumne to humain pathar dil keh diya,magar pathar par likhe naam kabhi mitte nahi
.. :,
»
. Usne chaha bhi to izhaar karna na aaya,kat gayi sari umra par humain pyar karna na aaya,usne manga bhi kuch to judai mangi,aur humain inkaar karna na aaya
.. :,
»
. Ek baar mombati ke andar ka dhaga bola,main jalta hu to tu kyu pigalti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu aa hi jaate
.. :,
»
. Ek din pyar aur dosti mile.Pyaar ne puccha"Mere hote hue tumara kya kam.? Dosti boli"Mein un hoton pe muskaan laati hu jin aankho me
.. :,
»
. Jugnuaa nu kaid kar k muskraya na karo, roshni khatir kise da ghar jalaiya na karo, dil te sitam inna dhaiaya na karo, je yaad nahi karna ta yaad aaiya na karo
.. :,
»
. Kise ne shirt de button nu majak kita "kive seene sajna de dere laye hoe ne" button ne keha "seene sajna de lagna sokha ni, seene apne ve shek karvaye hoe ne...
.. :,
»
. Meri dua hai tu sabse nek seerat ho,teri tarah tera dil b khubsurat ho,dua se phle mile tujhe jo tu chahe,k Dua ko bi tere hatho ki zrurt ho.
.. :,
»
. Raat k andhere mein sara jahan sota hai,Lekin kisi ki yaad me ek dil rota hai, Khuda kare k kisi par koi fida na ho,agar ho to maut se pehle juda n ho.
.. :,
»
. Haseeno ka kafila maszid ki taraf ja raha tha humne apni taraf bula liya,hum to barbad ho chuke they khuda ko barbaad hone se bacha liya
.. :,
»
. Yaad phir aaya wo gujra hua saawan mujhko,phir meri aankhon ne rone ka bahana manga
.. :,
»
. Us se kehna palkon par na taangey khawaab ki jhaalar,sammandar ke kinare ghar bana ke kuch nahi milta
.. :,
»
. Uska milna he muqadar main na tha,varna humne kya kya nahi khoya usse pane k liye
.. :,
»
. Thi to zaroor manzilain us se pare bhi,lekin tere khayal se aage nahi gaye
.. :,
»
. Tanhaiyo main baith kar kya sochate ho tum? Kuch to humain bhi batao pareshan hum bhi hain
.. :,
»
. Na jane kab meri zindagi main wo muskurayega,wo ek shakhas jo khawabon main bhi khaffa sa lage
.. :,
»
. Nahin tumse koi rishta,koi chota sa bhi rishta,faqat ek lafz mohhabat hai jo rishton main nahi milta
.. :,
»
. Main to aansu hun,kisi roj chalak jaunga,tu mujhe aankh ke sahil par sazata kyon hai
.. :,
»
. Jaane kis mod par le aayi yeh teri talab,sar pe sooraj bhi nahi pairo par saya bhi nahi
.. :,
»
. Is ummeed par aankhon main jhankata hun main,kahin mile wo sammandar jo mujhko le doobe
.. :,
»
. Hazaar khushiya kam hai ek gum bhulane ke liye,ek gum bahut hai zindagi bhar rulane ke liye
.. :,
»
. Aankhain khuli to jaag uthi hasratain tamaan,usko bhi kho diya jisko paya tha khawab main
.. :,
»
. Aaghaz-e-aashiqi ka mazza aap janiye,anzaam-e-aashiqi ka mazza hum se poochiye,bhoolenge rafta rafta hum unhain muddaton ke baad,kishton main khudkushi ka mazza humse poochiye
.. :,
»
. Rukwa dena mera JANAZA jab unka ghar aaye, Rukwa dena mera JANAZA jab unka ghar aaye, shayad wo jhank le khidki se aur mera dil dhadak jaye.
.. :,
»
. Raat k andhere mein sara jahan sota hai,Lekin kisi ki yaad me ek dil rota hai, Khuda kare k kisi par koi fida na ho,agar ho to maut se pehle juda n ho.
.. :,
»
. Meri rooh ch mere yaar wasde meriyan akhan ch ohna de didar wasde, sanu apne darda di parwah nahi par RAB kare har waqt rahen mere YAAR HASde.
.. :,
»
. Meri dua hai tu sabse nek seerat ho,teri tarah tera dil b khubsurat ho,dua se phle mile tujhe jo tu chahe,k Dua ko bi tere hatho ki zrurt ho.
.. :,
»
. Kise ne shirt de button nu majak kita "kive seene sajna de dere laye hoe ne" button ne keha "seene sajna de lagna sokha ni, seene apne ve shek karvaye hoe ne...
.. :,
»
. Ki dassan dard kahani bare.... Hanju aj v behnde rehnde ne,asa yaad rakhya oh bhul gaye,kehnde yaaran da ki hai yaar ta zindgi ch aunde jande rehde ne.....
.. :,
»
. Kahi andhera to kahi sham hogi, Meri har khushi apke naam hogi, Kuch maang ke to dekho humse, Honthon pe hansi aur hatheli pe jaan hogi. . .
.. :,
»
. Jugnuaa nu kaid kar k muskraya na karo, roshni khatir kise da ghar jalaiya na karo, dil te sitam inna dhaiaya na karo, je yaad nahi karna ta yaad aaiya na karo
.. :,
»
. Jekar hunda Main ik panchi, TERE aan chubare beh janda....
.. :,
»
. Ek din pyar aur dosti mile.Pyaar ne puccha"Mere hote hue tumara kya kam.? Dosti boli"Mein un hoton pe muskaan laati hu jin aankho me
.. :,
»
. Ek baar mombati ke andar ka dhaga bola,main jalta hu to tu kyu pigalti hai? Mombati boli,jisko dil me jagah di ho vo jab bichadta hai to ansu aa hi jaate
.. :,
»
. There was a man who killed his mother as his girlfriend wanted.He took her heart of his mother to gift her,on the way he slips and heart fall down.There was a voice from heart "son are you all rite? This is mothers love.Love u parents they are god.
.. :,
»
. Jab bhi khayal aaya to tera aaya,aankhain bund ki to khawab tera aaya,socha yaad kar lun khuda ko pal do pal,honth khule to naam tera aaya.(mama papa)
.. :,
»
. Chot kha ke bhi jhakham chupaya humne,zehar pee kar bhi muh na banaya humne,na jane aaj aap itne kyon yaad aaye,ki naam likhkar kyon baar baar mitaya humne
.. :,
»
Wada to kar lete hain par nibhana bhool jate hain,lagakar aag seene main bhujhana bhool jate hain,bhulana to aadat ho gayi hai logo ki rulate hain aur phir manana bhool jate hain
.. :,
»
. Dard bahut hoga jab chod ke jayenge,royenge bahut magar aansu nahi chalkayenge,jab sath na koi to awaj humain dena,aasmaa par bhi honge to lout ke aayenge
.. :,
»
. Ulfat main kabhi yeh bhi hota hai,aankhain hasti hain par dil rota hai,mante hain jise hum manzil apni,hamsafar uska koi aur hota hai
.. :,
»
. Khud ki mohabat fanah kaun karega,sab naik banenge to gunaah kaun karega,ya khuda mere sanam bewafa ko salamat rakhna,varna meri mout ki dua kaun karega
.. :,
»
. Gum ki aahat bhi na aaye tere dar pe,pyar ke samunder ka tu ek kinara ho,kabhi bhoole se jo tapke teri aankhon se moti,thame wohi jo tujhe sab se pyara ho
.. :,
»
. Zamane se kab ke gujar gaye hote,thokar na lagi hoti to sawar gaye hote,bandhe they bus aapke pyar(mama papa)ke dhage main,varna kab ke motiyo jaise bikhar gaye hote
.. :,
»
. In aankho main aansu aaye na hote,agar wo peeche mudkar muskuraye na hote,unke jane ke baad yeh gum hota hai,kash wo zindagi main aaye na hote
.. :,
»
. Gum main hasne walo ko rulaya nahi jata,lehron se pani ko hataya nahi jata,ban ne wale ban he jate hain apne,kisi ko kehkar aapna banaya nahi jata
.. :,
»
. Humain to hasne hasane ki aadat hai,nazron se nazrain milane ki aadat hai,par hamari to nazrain hi wahan mili,jinhain nazrain khukane aur sharmane ki aadat hai
.. :,
»
. Chahne se koi cheej apni nahi hoti,har muskurahat khushi nahi hoti,kehna to hai bahut kuch magar,kabhi alfaaz to kabhi juban sath nahi hoti
.. :,
»
. Jo manga karte they humko duao main, wo aaj dua karte hain ki unki dua kabool ka ho
.. :,
»
. Kabra ki mitti utha ke le gaya koi,iss bahane humain choo kar chala gaya koi,tanhai aur andhere main khush they hum,lekin phir se jeene ki vajah de gaya koi
.. :,
»
. Hum usse bhoolkar bhi nahi jee sakte,hum usse yaad rakhkar bhi jee nahi sakte,mar jate unke bina kab ke par kya karen unki baho ke bina mar bhi nahi sakte(for my mom)
.. :,
»
. Charagon ki roshani jab jara si hili,laga tumhari ek aahat si mili,jaa ke dekha dar pe,to phir wohi kafir hawa si mili
.. :,
»
. Baad mere marne ke tum jo kahani likhna,kaise barbaad hue meri jawani likhna,yeh bhi likhna ki mere honth hasi ko tarse,umar bhar aankh se behta raha pani likhna
.. :,
»
. Dard se dosti ho gayi yaron,zindagi bedard ho gayi yaron,kya hua gar jal gaya aashiyana hamara,door tak roshani to ho gayi yaron
.. :,
»
. Manzilain bhi uski thi,rasta bhi uska tha,ek main akela tha,kafila bhi uska tha,sath sath chalne ki soch bhi uski thi,phir rasta badalne ka faisla bhi uska tha,aaj kyon akela hun dil sawal karta hai,log to uske they, kya KHUDA bhi uska tha.
.. :,
»
. Wohi raat,wohi khamoshi,wohi tanhai,hawain sath yaad kiski le aayi,khamosh baithey the hum to chand ko dekh kar,pata nahi kaise aankhain bhar aayi
.. :,
»
. Jo chehre se na jahir ho wo baat bataun kaise,main usko pyar karta hun usko bataun kaise,din main wo zid karti hai chand dekhne ki,chand mere samane hain main usse bataun kaise
.. :,
»
. Taraste they jo milne ko humse kabhi,wo aaj mere saye se katrate hain,hum bhi wohi hain dil bhi wohi hai na jane kyon log badal jate hain
.. :,
»
. Unko khabar hai mere toote armano ki,aaj jaroorat padegi kaanch ke paimano ki,aaj khali na hone dena jaam yaro,varna phir se yaad aa jayegi gujre zamano ki
.. :,
»
. Khuda ne mujh se kaha bande ishq na karna,ishq main tu diwana ho jayega,maine kaha ya khuda kabhi insaan ban ke dekh ishq khud he ho jayega
.. :,
»
. Humain ashqo se palkon ko bhigona nahi aata,mile jo khushi to use khona nahi aata,seh lete hain har gum haske,aur log kehte hain humain rona nahi aata
.. :,
»
. Bikhar gayi hain khushiya sajane ko koi nahi,sab kho diya hai abb khone ko koi nahi,ya khuda mujhe abhi na bula,meri mout par yahan rone ko koi nahi
.. :,
»
. Tairna hai to samandar main tairo,nadi nale main kya rakha hai,pyar karna hai to watan se karo,in bewafa haseeno main kya rakha hai
.. :,
»
. Dooriyon ki na parwah kiya kijiye.
.. :,
»
. Har tarah k shikvo ko sah lete hai,zindgi ko yuhi jee lete hai,mila lete hai jinse hath dosti ka,un hatho se zehar bhi pee lete hai.
.. :,
»
. Pyar ka rishta aankh aur hath ke rishte jaisa hai,kyonki jab hath dukhta hai to aankh roti hai, aur jab aankh roti hai to hath uske aansoo ponchta hai
.. :,
»
. Yaad na karoge to satayenge,roothoge to manayenge,kittu hain hum aapka saya nahi jo andhere main sath chod jayenge
.. :,
»
. Aankho me rehne walo ko yaad nhi karte, dil me rehne walo ki baat nhi karte.Humari to ruuh me bus gaye hain aap,tabhi to hum milne ki fariyaad nhi karte.
.. :,
»
. Aansuwo ke chalakne ki aawaz nahi hoti,Dil ke tootne ki aahat nahi hoti,Agar hota unhe har dard ka ehsaas,To unhe dard dene ki aadat nahi hoti....
.. :,
»
. Aansoo kabool hai uski hasi ke liye,gum kabool hain uski khushi k liye,intzar hai humain sirf uske jawab ka dushman kabool hai uski dosti k liye
.. :,
»
. Apni taqleef main insaan ko shamil karke,dukh uthaye hain khuda jane khuda ne kitne, mujh se karta tha na milne k bahane kitne,abb gujarega mere bina zamane kitne
.. :,
»
. Bikhare ashqo ke moti hum piro na sake, teri yaad tamaam umra hum so na, beh na jaye ashqo main tasveer teri bas yeh soch kar hum ro na sake
.. :,
»
. Ek dil aur lakh samjhane wale,agar samajh na aaye to kya karen, dard dil ka ho to seh len ,agar dil he dard ban jaye to kya karen,
.. :,
»
. Gum ki anndhiyo se hum gujar jayenge,sagar ki lehro main utar jayenge,humko marne k liye phansi ki jaroorat nae dil se nikal do to yu he mar jayenge
.. :,
»
. Main gira tha to bahut log ruke they lekin, sochta yeh ki aayenge uthane kitne
.. :,
»
. Tum naya jhakham lagao tumhain is se kya hai,bharne wale hain abhi jhakham purane kitne, abb gujarega mere sath zamane kitne,mujh se karta tha na milne k bahane kitne
.. :,
»
. Zanaja mera utha raha tha,phir bhi taqleef thi unko aane main,bewafa ghar main baithey they sab se peeche,pooch rahe they ki aur kitni der hai dafnane main
.. :,
»
. Dosti k haseen sanpo ko maine aasteeno main palte dekha hai,mujhe nafrat se dekhne walo maine sayo ko dhalte dekha hai
.. :,
»
. Niza ki aur bhi taqleef bada di tuney, kuch na banaya to awaj suna d tuney,if-karam-e-mohabbat ka meri maayoos nazar se poocho,saki baitha raha aur uth kar pila di tuney
.. :,
»
. Sar ko thi unke aastan ki talash, rah main aur bhi thikane they,apni kismat main yeh zamane se,Dosto k fareb khane they apni kismat main yeh zamane se
.. :,
»
. Usne milne se khud gurez kiya,varna milne k bahane they,Dosto k fareb khane they apni kismat main yeh zamane se
.. :,
»
. Aaj ki raat mera dard-e-mohabbat sun le,kap kapate hu-e honthon ki shikayat sun le,aaj izhar-e-khayalaat ka mouka de de.Thekits
.. :,
»
. Ae khat ja unke haathon ko chumle,jab wo padhe to unke hotho ko chumle khuda na kare vo faad bhi dale to,girte girte unke kadamo ko chumle.
.. :,
»
. Apni aankho main chupa rakhain hain jugnu maine,apni palkon pe saza rakhain hain aansoo maine,meri aankhon ko bhi barsaat ka mouka de de,thekits
.. :,
»
. A sparrow was in love with a White rose.. One fine day this sparrow proposed the white rose.. The white rose told when he turns red he'll love Her.. Sparrow tears Her body and slowly spreads her blood on the white rose and it turns red and fell in love but the sparrow is no more..This is love....
.. :,
»
. Bade vusook se dunia fareb deti hai, bade khuloos se hum aaitbaar karte hain,
.. :,
»
. Baka-e-dil ke liye jun lahu jaroori hai,isi tarah mere jeevan main tu jaroori hai,yeh akal wale nae ehle dil samajhte hain, ke kyon sharab se pehle wuzu jaroori hai
.. :,
»
. Bhoolna tha to ikraar kiya hi kyon tha,bewafa tune mujhe pyar kiya he kyon tha,sirf do char sawalaat ka mouka de de.Thekits
.. :,
»
. Chand ko zami par lane ki zid thi,hame unhe apna banane ki zid thi,jis rah par lakhon ghar barbad hue hame b woh rah apnane ki zid thi,achcha hua ki woh abhi hi bewafa ho gaye, warna unhe pane ke liye iss zamane ko jalane ki zid thi....Thekits
.. :,
»
. Dil ki choton ne kabhi chain se jeene na diya,jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,iska rona nahi kyon tumne kiya dil barbaad, iska gum hai ki bahut der main burbaad kiya.Thekits
.. :,
»
. Gamo ke bina zindagi adhuri hai,ae musafir fir bhi tera jeena jaruri hai.mat ho apni zindagi se khafa.kyunki teri zindgi ke bina bhi ek zindgi adhuri hai!.
.. :,
»
. Har taraf dhund hai jugnu hai na charag koi,kaun pehchanega basti main agar jaunga,
.. :,
»
. Kaun hai jisne may nae chakhi,kaun jhoothi kasam uthata hai,maykade se jo bach nikalta hai teri aankhon main doop jata hai.
.. :,
»
. Khola jo unke khat ko to kuch na likha tha ashqo ke kuch nishan they kinaro k aass paas
.. :,
»
. Khuda kare tu hamesha har manjil ko paye,gar teri raho par aaye andhera kabhi to roshani ke liye khuda humain jalaye
.. :,
»
. Khuda ko muh bhi dikhana hai ek din yaro, wafa mile na mile justjoo jaroori hai
.. :,
»
. Likh sakte kisi ki takdir agar hum, teri takdir me har khushi likh dete, jo mod tujhe kamyabi dilaye,har lakir ko us taraf mod dete..
.. :,
»
. Mahi layi lag hoya,vairi sara jag hoya,galiya de kakhan wangu dukhan sanu roleya,nit de vichode sada sukh chain kho leya
.. :,
»
. Mel rooha de azal de roz hoye,te sache ishq di neo tameel hoyi,phul khidega paak mohabbatan de te koi ranjha hoya te koi heer hoyi
.. :,
»
. Meri manzil hai kahan,mera thikana hai kahan,subaho tak tujh se bichad kar mujhe jana hai kahan,soch ne k liye ek raat ka mouka de de,thekits
.. :,
»
. Nafraton ke teer kha kar dosto ke shahar main,hum ne kis kis ko pukara yeh kahani phir sahi,hum ko kis ke gum ne mara yeh kahani phir sahi,kisne toda dil hamara yeh kahani.....
.. :,
»
. Nit de vichode sada sukh chain kho leya,jadun mahi yaad aaya kandi lag ro leya,pata laga dil da na,khoj koi milda na,hanjua di nadi wich,lakhan waar toleya,nit de vichode....
.. :,
»
. Pooch kar mera pata waqt raida na karo,main to banzara hun kya jane kidhar jaunga.
.. :,
»
. Shor barpa hai khana-e-dil main,koi deewar c giri hai abhi
.. :,
»
. Zindagi main bhi musafir hun teri kashti ka,tu jahan mujh se kahegi utar jaunga.
.. :,
»
. Yakeen mano wo mout bhi badi suhani hogi,hamari yadain to virani hongi,chalo wada raha dost tumse pehle hum jayenge,kyonki tumhare swagat ki rasam bhi to nibhani hogi.
.. :,
»
. Aaj hum unhe bewafa batakar aaye,unke khato ko pani main bahakar aaye,koi nikal kar pad na le unko is liye pani main bhi aag lagakar aaye
.. :,
»
. Arzoo humne ki to hum paye roshani,sang layi thi saye,saye gehre they aur roshani halki
.. :,
»
. Bhali ho ya buri ho kat jati hai raat dono ki,farak sirf itna hai ki wo chain se sote hain aur hum fariyad karte hain.
.. :,
»
. Rishtey ne rishtey ke liye rishtey ko bhula diya,kya hua jo aapne humko bhula diya,hum to pehle bhi akele they kya hua jo yeh ehsaas aapne ek baar phir dila diya@life story
.. :,
»
. Jadu hunjua di nadi par karan main,tera baith ke kinare intzaar karan main,tenu mere naal vad k pyar kare,minnu ohda naam dus ohnu v pyar kara main@samira itzu my friend
.. :,
»
. Andhiyon ke irade to aachey na they,yeh diya kaise jalta hua rah gaya
.. :,
»
. Yeh hai rait ka samundar yahan chawn jal rahi hai,tu jo sath hai to mujhko yeh safar bhi hai gawara
.. :,
»
. Chand lamho ki zindgani hai nafarton se jiya nahi karte,lagta hai dushmano se he gujarish karni padegi,dost to abb yaad kiya karte nahi
.. :,
»
. Dhokha diya tha jab tumne mujhe,dil se main naraj tha,phir socha ki dil se tumhain nikal dun,magar wo kambhakhat dil bhi tumhare paas tha.
.. :,
»
. Ek din hamare aansu humse pooch baithey, humain roj roj kyon bulate ho,humne kaha hum yaad to unhain karte hain tum kyon chale aate ho
.. :,
»
. Wo inkar karte hain ikrar ke liye,nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,ulti chal chaltain hain yeh ishq wale,aankhain bund karte hain yeh didar ke liye.
.. :,
»
. Wo roothate rahe hum manate rahe, unki raho main palkain bichate rahe,unhone kabhi palat ke bhi na dekha,hum aankh jhapakane se bhi katrate rahe
.. :,
»
. Yadon ki dhund main aapki parchai c lagti hai, aap kareeb hai to apnapan hai,varna seene main sanse bhi parai si lagti hain
.. :,
»
. Phool shakh par hon ya mariyat par,inki aadat hai muskurane ki
.. :,
»
. Apke paas khareedari ki kuvat hai agar,aaj sab log dukano main saje rakhey hain
.. :,
»
. Charsu ghor andhera hai yeh mana lekin, iske maatam se ujala nahi hone wala
.. :,
»
. Do char kadam har rasta pehle ki tarah lagta hai,shayad koi manjar badle kuch door to chal kar dekh
.. :,
»
. Ek musafir ke safar jaisi hai sabki dunia,koi jaldi main koi der main jane wala
.. :,
»
. Ghar to hamara sholo ke narge main aa gaya,lekin tamaam shahar ujale main aa gaya.
.. :,
»
. Har ek dost ko sacha khara bhala samjha, zamana kya tha zamane ko maine kya samjha
.. :,
»
. Hosale ko mere pahunchegi ajeeyat wazid, kyon kisi se kahun toofan se bacha le mujhko
.. :,
»
. Insan bahot dekhe hain shaitaan se badkar, insaan farishton se bhi kuch kam nahi dekhe
.. :,
»
. Jarooratmand par khulte nahi hain,wo deeware hain darwaze nahi hain
.. :,
»
. Kya daad mil sakegi yeh goongo ka shahar hai, afsanaye hayat yahan mat sunaiye
.. :,
»
. Kya kya roop liye rishto ne kaise kaise rang bhare,abb to fark nahi kuch lagta apne aur begane main
.. :,
»
. Laakh pani bhap ban kar aarmano main udde, phir usse pani he hona hai samundar ke liye
.. :,
»
. Mere marne ke baad mere seene se mere dil ko nikal lena,kahin wo(desh) na jal jaye jo mere dil main rehta hai
.. :,
»
. Mere pados main aise bhi log baste hai,jo mujh main dhoond rahe hain buraiyan apni
.. :,
»
. Naash-e-parvana pay rokar shama yeh kehne lagi, ishq ne phoonka ise ilzaam mere sar lagaa.
.. :,
»
. Naaz jis shakhas ko ho apni bulandi pe kittu, usko dhalta hua sooraj bhi dikhaya jaye
.. :,
»
. Sikandar jab chala dunia se uske hath khali thi, faqat khali he nahi raham-o-karam ke bhi sawali they
.. :,
»
. Tufan se ladane ka saleeka hai jaroori, hum doobane walon ki himayat nahi karte
.. :,
»
. Tumhare shahar ki galiyon main aakar gum hue aise, muyassar ho na paya humko bhi phir apne ghar jana
.. :,
»
. Ahde hajir main sharafat nahi jeene degi,ek phool ek hath main ek hath main pathar rakhna
.. :,
»
. Begunaho ke khoon ki beh rahi hain nadiya par khoon nahi hai mareejo k liye
.. :,
»
. Bhookh lagti hai to paton pe gujara kar le,dare magroor ke phainke hua tukado pe na ja
.. :,
»
. Dar dar ke jo aaye hain tufan se kinare par,ye unse koi keh de sahil pe hai gehrai
.. :,
» Door tak shole hain phir bhi dil yeh kahta hai kits,koi aayega mere ghar ko bacha le jayega
.. :,
»
. Do sakhat-e-khushk rotiyan kab se liye hua,pani ke intjaar main baitha hu main
.. :,
»
. Hai roshni ki darkaar to dil apne jala lo yaron,mitti ke charago se ujala nahi hota
.. :,
»
. Humne bhi koi gul na phainkey they us taraf,pathar ke kya jawab main pathar na aayenge
.. :,
»
. Jeena marna to sab khuda par nirbhar hai,jeene ka jatan karlo marna to muqadar hai
.. :,
»
. Jiska majhab tha mohhabat bhaichara dosti,chadke aaye they usi ke ghar balvai bahot
.. :,
»
. Jisne luta hai wohi rota hai mere haal par,aap hi kahiye yeh rona kya adakari nahi
.. :,
»
. Kitne vade jhoothe hua kitni kasme jhoothi hue,humse pooch lo tumko kab hisab aata hai,
.. :,
»
. Kyon bura mout ko kahtain hai dunia wale,yeh to insaan ke bure waqt main kaam aati hai
.. :,
»
. Main jiyun ehsaan uthakar wo bhi ek kumjarf ka,zindagi pyar hai lekin is kadar pyari nahi
.. :,
»
. Phir mere jurm ki jo chahe saja do mushko,kaun mujrim hai pehle yeh to bata do mujhko
.. :,
»
. Phoolon ki tarah chahe gar tu bhi mehakana,kuch apna lahu khak main bone ke liye de(work hard for ur goals)
.. :,
»
. Rasta to banta hai apne jor-e-baaju se,varna koi deta hai doosare ko rasta kab(indian Rulez)
.. :,
»
. Sahil pe kitne lo they mere sath sath,tufan ki jad main aaya to tinka na mila
.. :,
»
. Ujale main sab ne dikhaye charag,andhere main na koi rahbar mila
.. :,
»
. Watan ko phir kahin girvi na rakh dena vatan walo,shaheedo ne badi mushkil se yeh karze chukaye hain
.. :,
»
. Yeh alag baat bahut jhakham bhi aaye lekin,maine har dour main sir apna uthaye rakha
.. :,
»
. Yeh hai rait ka samundar yahan chawn jal rahi hai,tu jo sath hai to mujhko yeh safar bhi hai gawara(for my parents)
.. :,
»
. Yu hi to nahi bhadki yeh aag mohhabat ki,tumne bhi to apne daaman se kuch hawa di hai
.. :,
»
. Zindagi kya hai hawaon ke muqabil,timtimata hua ek madham sa diya rakha hai
.. :,
»
. Aaj utni bhi nahi hai paimane main jitni chod diya karte they hum maikhane main
.. :,
»
. Aankho main teri tasveer hai juban pe tera naam hai,kya kare sanam hum to teri chahat main badnaam hain
.. :,
»
. Aansu ko aankhon ki dehleej par laya na karo,apne dil ki hasrat kisi ho bataya na karo,log muthi main namak liye phirtain hai jhakham apne unko dikhaya na karo.
.. :,
»
. Aansu se kaha yu bheed main aakar hamara majak na banaya karo,is par aansu bole bhari bheed main bhi tumko tanha pate hain is liye chale aate hain
.. :,
»
. Abb aisi had pe laya hai intjaar mujhe,wo aa bhi jaye to aaye na yakin mujh ko.
.. :,
»
. Abb khud ko mera dost batata hai koi,jaise mujh par ehsaan jatata hai koi,jaan kar bhi mujhe andhere se dar lagta hai,sham se pehle hi charag bujhata hai koi,mujh ko bura aur raqeeb ho acha batata hai koi,meri wafa ka badla aise chukata hai koi,khud apne par hi nahi rehti nigahain,mujhe har waqt nighain dikhata hai koi,waqt ko theek kar koi nahi sakta,kyon ache waqt ka dilasa dilata hai koi,
.. :,
»
. Anjaan bankar mile they pehchan bankar reh gaye,ek dost bankar mile they ek yaad bankar reh gaye
.. :,
»
. Aur bhi bahut si cheeje lut chuki hain dil ke sath,yeh bataya dosto ne ishp pharmane ke baad,is liye kamre ki ek ek cheej check karta hun,ek tare aane se pehle ek tare jane ke baad
.. :,
»
. Badi aasani se dil lagaye jate hain,par badi mushkil se wade nibhaye jate hain,le jati hai mohhabat un raho par,jahan diye nahi dil jalaye jate hain.
.. :,
»
. Bahut roya hun us aansu ki khatir,jo nikalta hai,khushi ki inteha par
.. :,
»
. Baja to main bhi sakta tha par mera saaz tha bewafa,ga to main bhi sakta tha par mera raag tha bewafa,aay shehanshah apne tajmahal par guman na kar bana to main bhi sakta tha par meri mumtaj thi bewafa.
.. :,
»
. Bechainiya samait k sare jahan ki jab kuch na ban saka to mera dil bana diya
.. :,
»
. Bin dekhe teri tasveer bana sakte hain,bin mile tera haal bata sakte hain,hamari hosti main itna dum hai,aapke aansu,apni aankhon se gira sakte hain
.. :,
»
. Daastan-e-gum-e-dil unko sunai na gayi,baat bigadi kuch aisi ki banayi na gayi,sab ko hum bhool gaye josh-e-junoon main lekin ek teri yaad thi aisi ki dil se bhulayi na gayi
.. :,
»
. Deewar-o-dar se utar kar perchayi boltain hain,jab koi nahi hota to tanhai se boltain hain.
.. :,
»
. Dil diya hai yeh tere aaitbaar ki had thi,mar gaye par aankhain khuli rahi yeh tere intzar ki had thi
.. :,
»
. Dil ki har chote ko seene se lagaya hai humne, humko malum hai raje-mohhabat logo ghar phoonk kar dekhe hain tamashe humne.
.. :,
»
. Do phool udhar bhi baras rahe they,do phool idhar bhi baras rahe they,farak sirf itna tha,wahan unki doli uth rahi thi aur yahan hamara zanaja.
.. :,
»
. Ishq ke bhi kai andaj hote hain,jaagati aankhon main bhi kai khawab hote hain,jaroori nahi ki gum main aansoo nikale,hasti aankhon main bhi kai sailab hote hain
.. :,
»
. Jaan se bhi jada unhain pyar kiya karte they,yaad unhain din raat kiya karte they,abb un rahon se gujra nahi jata,jahan baith kar unka intjaar kiya karte they,
.. :,
»
. Jo saaz se nikali wo sada sab ne suni,jo saaz par gujari wo kis dil ko khabar hai
.. :,
»
. Judai se gum na shan kar payenge hum,sada ke liye tere kehne par mout ki neend so jayenge hum,mat itna tadpaya karo mujhe tum,jehar ko bhi pani samajh kar pee jayenge hum.
.. :,
»
. Kahin wafa to kahin bewafai,yeh to kudrat ke najare hain,pyase to wo bhi hain jo samandar ke kinare hain
.. :,
»
. Kal mila waqt to zulfain teri suljha dunga,aaj uljha hun jara waqt ko suljhane main,yu to sulajh jati hain uljhi julfain,umar kat jati hai waqt ke suljhane main
.. :,
»
. Kam se kam mout se mujhe aisi umeed nahi,zindagi tune to diya hai dhokhe pe dhokha
.. :,
»
. Khuda se mangi ek dua,meri khushi tumhain mil jaye,meri zindagi se tum jiyo,teri mout se hum mar jaye
.. :,
»
. Kisi mod par hum aapko khone nahi denge,juda hona chaho to bhi hone na denge,chandani raaton main aayegi meri yaad,meri yaad ke wo pal aapko sone na denge
.. :,
»
. Kya hamari dour k kuch peene wale uth gaye,aaj khali kyon lag rahe hain,paimane kai,
.. :,
»
. Likha jo jo tera naam sahil ki rait par to umar hawa se meri dushmani rahi
.. :,
»
. Likh kar hamara naam zameen par uda diya, uska ka to khel tha par humain to khak main mila diya
.. :,
»
. Likho to aise likho ki kalam bhi rone par majboor ho jaye,har lafj main wo dard paida karo ki pyar karne par wo majboor ho jaye
.. :,
»
. Log phoolon se pyar karte hain aur kanton ko thukrate hain,unhain kya pata ki phool kanton se pehle murjhate hain.
.. :,
»
. Mana ghar se turbat kuch khas door na hogi,phir bhi pahuncha janaja mera kandhe badalte badalte
.. :,
»
. Mehfil na sahi tanhai to milti hai,milan na sahi judai to milti hai,kaun kehta hai pyar main kuch nahi milta,wafa na sahi bewafai to milti hai
.. :,
»
. Na salaam yaad rakhna na paigam yad rakhna,ho sake to zindagi bhar mera naam yaad rakhna(and it is kittu)
.. :,
» Pehle to khushi main bhi nikal aate they aansu,abb ranj bhi hota hai to rona nahi aata.
.. :,
»
. Pyar he na karna tha to dil lagaya kyon,chehre se itni nafrat thi to kafan hataya kyon
.. :,
»
. Rooth gaya hai humko manane wala,abb nahi koi naaz mere uthane wala,par jane kya sochta hai yeh khula darvaja,shayad raasta bhool jaye aane wala koi.
.. :,
»
. Ro ro kal poocha mere pairo ke chalo ne,dunia kitni door basa lee hai dil main basne walo ne
.. :,
»
. Zanaje ko mere wo rukwa ke bole,yeh loutenge kab tak kahan ja rahe ho,
.. :,
»
. Zaroori to nahi jeene ke liye sahara ho,zaroori to nahi hum jinke hain wo hamara ho,kuch kashtiya doob bhi jati hai jaroori nahi har kashti ka koi kinnara ho
.. :,
»
.Zindagi ki raah main phool kai mehak gaye,sath kuch pal rahe aur vo bikhar gaye,un parindo ki yaad magar bahut aati hai,jo mere baag main do pal ke liye chahak gaye
.. :,
»
Zindagi kisi ki amanat nahi hoti,amanat main khayanat nahi hoti,dil ko sambhal kar rakhna mere dost,ishq ke kaidi ki kabhi jamanat nahi hoti
.. :,
»
Do kadam to sab chal lete hain par koi...Zindagi bhar ka sath nahi nibhata..Gar ro kar bhulai jati yadain to koi has kar gum kyon chupata.
.. :,
»
Wada kiya tha phir aayenge majar pe..Humne to jaan de di isi aitbaar pe..
.. :,
»
Zakham tumne diye aur dard jamane se mile..Yeh tohafe tumhain dost banane se mile...Main tadapta raha aur tum sare zamane se mile..Kuch to rakh lete chahat ka bharam kya hua sanam jo gairo ke milane se mile
.. :,
»
.Jab bhi khayal aaya to tera aaya,aankhain bund ki to khawab tera aaya,socha yaad kar lun khuda ko pal do pal,hath khule to naam tera aaya..
vBulletin® v3.8.2, Copyright ©2000-2012, Jelsoft Enterprises Ltd.